Tuesday, 3 June 2025

Aane Wala Kal - Phir Teri Kahahani yaad aayee,


 Lyrics of Aane Vaala Kal Bas Ek 
aane vaala kal bas ek sapna hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain

daaman siy sakte hai jo zakhmo ko sina jante ho
jina unka jina jo yaadon me jina jante ho
jin taaro ko rato me uth uth ke gagan me dhundhte ho
jin kaliyon ko phulon ko ja ja ke chaman me dhundhte hai
wo phul wo kaliyan wo taare aanchal mein rahte hai
hum pyaar ki bijli lekar baadal me rahte hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain

mere tan man ke armaan apne tan man se pucho
inki chhun chhun ka matlab dil ki dhadkan se pucho
duniya sari zamine le le daulat le le khazane le le
lut sake na jisko zamana humko ek pal aisa de de
pyar ke rangin mausam sab jis pal me rahte hai
waqt le sachche nagme jis pal me rahte hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain



Monday, 2 June 2025

Porpoise - Facts


 ,

AANE SE USKE AAYE BAHAR - JEENE KI RAAH




Lyrics of Aane Se Uske Aaye Bahar (2) - आने से उसके आये बहार

aane se uske aaye bahar
jane se uske jaye bahar
badi mastani meri mahbuba
meri zindgani hai meri mahbuba

is ghata ko mai to
uski aankho ka kajal kahunga
is hawa ko mai to
uska lahrata aanchal kahunga
kaliyo ka bachpan hai
phulo ki jawani hai, meri mahbuba
meri zindgani hai meri mahbuba

beet jaate hain din
kat jaati hai aankho me raate
hum na jaane kya kya
karte rahte hain aapas me baate
main thoda diwana
thodi si diwani hai, meri mahbuba
meri zindgani hai meri mahbuba


 

AANE SE USKE AAYE BAHAR -


 Lyrics of Aane Se Uske Aaye Bahar - आने से उसके आये बहार
ane se usake aye bahar, jane se usake jaye bahar
badi mastani hai meri mahabuba, meri zindagani hai meri mahabuba
ane se usake aye bahar, jane se usake jaye bahar
badi mastani hai meri mahabuba, meri zindagani hai meri mahabuba

gunagunae aise jaise bajate ho ghugharu kahi pe
ake parvato se, jaise girata ho jharana zami pe
jharano ki mauj hai vo, maujo ki ravani hai, meri mahabuba mahabuba
meri zindagani hai meri mahabuba

ban savar ke nikale ae savan ka jab jab mahina
har koi ye samajhe hogi vo koi chachal hasina
puchho to kaun hai vo, rut ye suhani hai, meri mahabuba
meri zindagani hai meri mahabuba, mahabuba
badi mastani hai meri mahabuba