Thursday, 17 July 2025

Aankhon mein raho - Company


 aankhon mein raho
baahon mein raho
hoThon pe raho
ya dil mein raho

aankhon mein raho
baahon mein raho
hoThon pe raho
ya dil mein raho
aankhon mein raho
baahon mein raho
hoThon pe raho
ya dil mein raho
ye saare ghar hain tumhaare
ye saare ghar hain tumhaare
jahaan bhi dil chaahe raho, haan

saanson mein raho
dhaDkan mein raho
palkon mein raho
zulfon mein raho
saanson mein raho
dhaDkan mein raho
palkon mein raho
zulfon mein raho
ye saare ghar hain tumhaare
ye saare ghar hain tumhaare
jahaan bhi dil chaahe raho, haan


paas hamaare aana ho toh
bina bulaaye aa jaana
paas hamaare aana ho toh
bina bulaaye aa jaana
koyi nishaani de jaana
thoDi si ḳhushboo le jaana

yaadon mein raho
ḳhwaabon mein raho
raaton mein raho
ya din mein raho
yaadon mein raho
ḳhwaabon mein raho
raaton mein raho
ya din mein raho


~ Interlude ~

aaj na jaane ye kya hua hai
koyi zara ye samjhaaye
aaj na jaane ye kya hua hai
koyi zara ye samjhaaye
itna suroor chhaaya hai
jee karta hai mar jaayein

vaadon mein raho
qasmon mein raho
aanchal mein raho
kaajal mein raho
vaadon mein raho
qasmon mein raho
aanchal mein raho
kaajal mein raho

yeh saare ghar hain tumhaare
yeh saare ghar hain tumhaare
jahaan bhi dil chaahe raho, haan

No comments:

Post a Comment