Showing posts with label Kumar Sanu. Show all posts
Showing posts with label Kumar Sanu. Show all posts

Tuesday, 15 September 2026

Ek Ladki Ko Dekha - 1942 A Love Story

 




Ek Ladki Ko Dekha Song

Album : 1942 A Love Story

Singer : Kumar Sanu

Lyricist : Javed Akhtar

Music Director : R.D. Burman

Star Cast : Anil Kapoor, Anupam Kher, Ashish Vidyarthi, Danny Denzongpa, Jackie Shroff, Manisha Koirala, Pran, Raghuvir Yadav, Sushma Seth


FILM : 1942 LOVE STORY

ARTIST : KUMAR SANU





Ho... Ek ladki ko dekha toh aisa laga

Ek ladki ko dekha toh aisa laga

Jaise, khilta gulaab

jaise,shayar ka khwaab

jaise, Ujli kiran

jaise, vann mein hiran

jaise, Chaandni raat

jaise, narmi ki baat

jaise,Mandir mein ho ek jalta diya..ho..

Ek ladki ko dekha toh aisa.. laga...


(Instrumental Break)


Ho.....Ek ladki ko dekha toh aisa laga

Jaise, subah ka roop

jaise,sardi ki dhoop

jaise,Deena ki daan

jaise,rangon ki jaan

jaise,Balkhaye bel

jaise,lehron ka khel

jaise Khusbhoo liye aaye thandi hawa..ho

Ek ladki ko dekha toh aisa laga


(Instrumental & Vocals Break)


Ho.. ek ladki ko dekha toh aisa laga..


Ek ladki ko dekha toh aisa laga

Jaise, na~chta mor

jaise,rehsam ki dor

jaise,Pariyon ka raag

jaise,sandal ki aag

Jaise, saulahn singhar

Jaise, ras ki fuhaar

Jaise, aahista aahista Barta nasha...

Ho..Ek ladki ko dekha to aisa laga..


Ek ladki ko dekha to aisa... laga..

 .

Tuesday, 15 July 2025

Aankhon Se Tune Kya Keh Diya - Ghulam (1998)

 


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya


Dil Yeh Deewana Dhadakne Laga


Tanhayee Mein Ham Mile Iss Tarah


Barish Mein Shola Bhadakane Laga


Tu Tadap Ne Laga Main Machalane Lagee


Bund Tan Pe Giree Jan Machalane Lagee




Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha




Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya


Dil Yeh Deewana Dhadakne Laga


Tanhayee Mein Ham Mile Iss Tarah


Barish Mein Shola Bhadakane Laga


Tu Tadap Ne Laga Main Machalane Lagee


Bund Tan Pe Giree Jan Machalane Lagee


Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha




Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya


Dil Yeh Deewana Dhadakne Laga


 


Thodee Sardee Bhee Hai


Thodee Garmee Bhee Hai


Thodee Hai Bebasee


Thodee Marjee Bhee Hai


Aise Mein Ham Bhala


Kya Karen Tu Bata


Jo Bhee Hota Hai


Woh Hone De Dil Ruba


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya


Dil Yeh Deewana Dhadakne Laga


Tanhayee Mein Ham Mile Iss Tarah


Barish Mein Shola Bhadakane Laga


 


Pas Aau Jo Main Dil Yeh Darta Hai Kyun


Dur Jayega Tu Aisa Lagta Hai Kyun


Maine Wada Kiya Maine Lee Hai Kasam


Umrr Bhar Naa Kabhee Pyar Hoga Yeh Kam


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya


Dil Yeh Deewana Dhadakne Laga




Tanhayee Mein Ham Mile Iss Tarah


Barish Mein Shola Bhadakane Laga


Tu Tadap Ne Laga Main Machalane Lagee


Bund Tan Pe Giree Jan Machalane Lagee


Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya


Dil Yeh Deewana Dhadakne Laga


Tanhayee Mein Ham Mile Iss Tarah


Barish Mein S


hola Bhadakane Laga


Wednesday, 9 July 2025

Aankhon Se Dil Mein Utar Ke - Fareb


 Lyrics of Aankho Se Dil Me Utar Ke 

aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
mere yar, mere pyar teri mehak mere tan man me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
mere yar, mere pyar teri mehak mere tan man me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai

teri kasam ha teri kasam pyar kabhi yeh hoga na kam
dilruba ho gaye tere ham
tere liye hi aaye hai ham tu hai meri jine ki kasam
tu hi toh mere shokhi sharam
rab mera abb mere sajan me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
mere yar, mere pyar tere mehek mere tan man me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai

mere gito ka gunjan hai tu, pyasa hu mai aur sawan hai tu
thandi si ek agan hai tu
tu megh hai aur mai damini, tu raag hai aur mai ragini
oh sanam tere liye mai bani
teri khanak mere kangan me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
mere yar, mere pyar tere mehek mere tan man me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai

Tuesday, 8 July 2025

Aankhon Ne Tumhari - Ishq Vishk 2003

 



Aankhon Ne Tumhari Meethi Baaton Ne 

Aankhon Ne Tumhaari Meethi Baaton Ne 

Meri Neend Udaayi 

Mera Chain Churaya 

Sapna Sajaya Apna Banaya 

Apna Banake Sapna Sajake 

Chupke Se Sikhaya 

Pyaar Dheere Dheere Is Dil Ka 

Cheena Hai Qaraar

Dheere Dheere Is Dil Ka 

Cheena Hai Qaraar 

Aankhon Ne Tumhari Meethi Baaton Ne 

Meri Neend Udaayi Mera Chain Churaya 

Sapna Sajaya 

Apna Banaya Apna Banake 

Sapna Sajake 

Chupke Se Sikhaya 

Pyaar Dheere Dheere 

Is Dil Ka Chheena Hai Qaraar 

Dheere Dheere Is Dil Ka 

Cheena Hai Qaraar 

Deewana Ishq Ka Main 

Toh Hone Laga 

Zulfon Ki Oat Mein 

Jaana Khone Laga 

Mera Kehna Na Mane 

Meri Pyas Na Jane 

Dhak-Dhak Dhadke Dil Mera Tadpe 

Rangin Safar Mein 

Aisi Umar Mein 

Dard Utha Pehli Baar 

Dheere Dheere Is Dil Ka 

Chheena Hai Qaraar 

Dheere Dheere Is Dil Ka 

Chheena Hai Qaraar 

Yaadon Mein Aaj Kal 

Katoon Main Raat Din 

Jhootha Sara Jahan 

Lagta Hai Tere Bin 

Kya Haal Jiya Ka 

Main Tujhse Bataoon 

Ek Pal Kahin Main 

Tujhe Bhool Na Paoon 

Shaam-Savere 

Dil Ko Mere 

Rehta Hai Kyun Intezaar 

Dheere Dheere Is Dil Ka 

Chheena Hai Qarar 

Dheere Dheere Is Dil Ka 

Chheena Hai Qarar

Monday, 23 June 2025

Aankhon Ki Gustakiya - Hum Dil De Chuke Sanam

 


Sa re sa re ni sa pa, re sa re pa

Sa re sa re ni sa pa, re sa re pa

Pa dha ni dha pa re ga re

Pa re ga re sa re pa sa

Aankhon ki gustakhiyan maaf ho

Ho, aankhon ki gustakhiyan maaf ho

Ek tuk tumhein dekhti hain

Jo baat kehna chahe zubaan

Tumse yeh woh kehti hain

Aankhon ki sharm-o-haya maaf ho

Tumhein dekh ke chhupti hain

Uthi aankhein jo baat na keh saki

Jhuki aankhein woh kehti hain

Aankhon ki (aankhon ki)

Gustakhiyan maaf ho

Kajal ka ek til tumhare labon pe laga loon

Haan, chanda aur sooraj ki nazron se tumko bacha loon

Oh, palkon ki chilman mein, aao, main tumko chhupa loon

Khayaalon ki yeh shokhiyan maaf ho

Har-dum tumhein sochti hain

Jab hosh mein hota hai jahaan

Madhosh yeh karti hain

Aankhon ki sharm-o-haya maaf ho

Yeh zindagi aapki hi amaanat rahegi

Dil mein sada aapki hi mohabbat rahegi

In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi

Ho, iss dil ki nadaaniyan maaf ho

Yeh meri kahaan sunti hain

Yeh pal-pal jo hoti hain bekal, sanam

Toh sapne naye bunti hain

Mm, aankhon ki (aankhon ki)

Gustakhiyan maaf ho

Sharm-o-haya, hahaha! Maaf ho

Sunday, 8 June 2025

Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum -


Aankh Hai Bhari Bhari Lyrics in English
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karate Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karate Ho
Zindagi Khafaa Khafaa Aur Tum
Dil Lagaane Kii Baat Karate Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karate Ho

Mere Halaat Aise Hain
Ke Main Kuchh Kar Nahin Sakata
Mere Halaat Aise Hain
Ke Main Kuchh Kar Nahin Sakata
Tadapata Hai Ye Dil Lekin
Main Aahen Bhar Nahin Sakata


Zakhm Hai Hara Hara Aur Tum
Chot Khaane Ki Baat Karate Ho
Zindagi Khafaa Khafaa Aur Tum
Dil Lagaane Kii Baat Karate Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karate Ho

Zamane Men Bhala Kaise
Muhabbat Log Karte Hain
Zamane Men Bhala Kaise
Muhabbat Log Karte Hain
Wafaa Ke Naam Ki Ab To
Shikayat Log Karate Hain

Aag Hai Bujhi Bujhi Aur Tum
Lau Jalane Ki Baat Karate Ho
Zindagi Khafaa Khafaa Aur Tum
Dil Lagaane Kii Baat Karate Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karate Ho

Kabhi Jo Khwaab Dekhaa To
Mili Parchaiyan Mujh Ko
Kabhi Jo Khwaab Dekhaa To
www.hinditracks.in
Mili Parchaiyan Mujh Ko
Mujhe Mehafil Ki Khwahish Thi
Mili Tanahaiyan Mujh Ko

Har Taraf Dhuan Dhuan Aur Tum
Ashiyane Kii Baat Karate Ho
Zindagii Khafaa Khafaa
Dil Lagaane Kii Baat Karate Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karate Ho

hmm hmm..

You may also like
दूर वादियों से Door Waadiyon Se
Door Waadiyon Se Lyrics in Hindi from the movie Tum...

ये उन दिनों की बात है Ye Un Dino Ki Baat Hai
Ye Un Dino Ki Baat Hai Lyrics in Hindi from...

दिल गया मेरा दिल गया Dil Gaya Mera Dil Gaya
Dil Gaya Mera Dil Gaya Lyrics in Hindi from the...

आप जैसा Aap Jaisa
Aap Jaisa Lyrics in Hindi from the movie Tum Se...

जो जाम से पीता हूँ Jo Jaam Se Peeta Hoon
Jo Jaam Se Peeta Hoon Lyrics in Hindi from the...




Tuesday, 3 June 2025

Aane Wala Kal - Phir Teri Kahahani yaad aayee,


 Lyrics of Aane Vaala Kal Bas Ek 
aane vaala kal bas ek sapna hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain

daaman siy sakte hai jo zakhmo ko sina jante ho
jina unka jina jo yaadon me jina jante ho
jin taaro ko rato me uth uth ke gagan me dhundhte ho
jin kaliyon ko phulon ko ja ja ke chaman me dhundhte hai
wo phul wo kaliyan wo taare aanchal mein rahte hai
hum pyaar ki bijli lekar baadal me rahte hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain

mere tan man ke armaan apne tan man se pucho
inki chhun chhun ka matlab dil ki dhadkan se pucho
duniya sari zamine le le daulat le le khazane le le
lut sake na jisko zamana humko ek pal aisa de de
pyar ke rangin mausam sab jis pal me rahte hai
waqt le sachche nagme jis pal me rahte hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain



Tuesday, 24 December 2024

Aaj Pehli Baar Dil Ki Baat - Tadipaar


 


Lyrics of Aaj Pehli Baar Dil Ki Baat Ki Hai 

ab tak mai chup rahta hai tujhse kuch nahi kahta tha

kabse dil diwana tha khud se bhi begana tha

hamne kayi bar mulakat ki hai

aaj pahli baar dil ki baat ki hai

aaj pahli baar dil ki baat ki hai

ab tak mai chup rahti hai tujhse kuch nahi kahti thi

kabse mai diwani thi khud se bhi begani thi

hamne kayi bar mulakat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai


kyu mili thi najar se najar mai tujhe pyar karne laga tha

kyu mili thi najar se najar mai tujhe pyar karne laga tha

mera saudai dil bekhabar kin adao pe marne laga tha

raze dil chupata tha kuch na bol pata hai

in bahke nazaro se kah du chand sitaro se

maine wafa tere sath ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai


chori chori mere humsafar khwab tere sajane lagi thi

chori chori mere humsafar khwab tere sajane lagi thi

sari dunia ko mai bhul ke tere najdik aane lagi thi

wo jo saaz dil ki thi tere naam gujarti thi

teri yaad satati thi mujhko nind na aati thi

puch na basar kaise rat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai


ab tak mai chup rahta hai tujhse kuch nahi kahta tha

kabse mai diwani thi khud se bhi begani thi

hamne kayi bar mulakat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai

aaj pahli baar dil ki bat ki hai