Lyrics of Aane Se Uske Aaye Bahar (2) - आने से उसके आये बहार
aane se uske aaye bahar jane se uske jaye bahar badi mastani meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba
is ghata ko mai to uski aankho ka kajal kahunga is hawa ko mai to uska lahrata aanchal kahunga kaliyo ka bachpan hai phulo ki jawani hai, meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba
beet jaate hain din kat jaati hai aankho me raate hum na jaane kya kya karte rahte hain aapas me baate main thoda diwana thodi si diwani hai, meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba
Song Heading - A B C D Chhodo Naina Se Naina Jodo Singer -Lata Mangeshkar Music By- Laxmikant Pyarelal Lyricist - Anand Bakshi Movie / Album - Raja Jani (1972) Actor -Dharmendra, Hema Malini