Showing posts with label Mumtaz. Show all posts
Showing posts with label Mumtaz. Show all posts

Monday, 1 September 2025

AAO TUMHE MAIN PYAR SIKHA DOON - UPAASNA

Lyrics of Aao Tumhe Mai Pyar Sikha Du Sikhla Do Na - आओ तुम्हे मैं प्यार सिखा दूँ सिखला दो ना
pyar sikha du sikhla do na
aao tumhe mai pyar sikha du, sikhla do na
prem nagar ki dgar dikha du, dikhla do na
dil ki dhadkan kya hoti hai
ye anjana raz bata du, batla do na
aao tumhe mai pyar sikha du

chhod ke beganapan ab, tum mere pas aa jao
aa gayi lo aa gayi, bhul ke sari duniya
in baaho mein kho jao, na na na na baba na
pyar nahi hota aise, pyar nahi hota aise
hota hai phir wo kaise, tharo tum to samjha du
samjha do na, achha
aao tumhe mai pyar sikha du, sikhla do na
prem nagar ki dgar dikha du, dikhla do na
aao tumhe mai pyar sikha du

phul ki khusabu pawan ki surat
kabhi aankh se dekhi, nahi to
tan to dekha man ki murat
kabhi aankh se dekhi, nahi nahi
pyar nahi koi vasna, pyar nahi koi vasna
ye to ek upasna, samjhe nahi samjhe
aao tumhe mai samjha du, samjha do na
aao tumhe mai pyar sikha du, sikhla do na
aao tumhe mai pyar sikha du
aao tumhe mai pyar sikha du

Friday, 29 November 2024

Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche - Brahmachari

Lyrics of Aajkal Tere Mere Pyaar Ke Charche Har Zabaan Par - आजकल तेरे मेरे प्यार के चर्चे हर ज़बान पर
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par
sabko maalum hai aur sabko khabar ho gayi
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par
sabko maalum hai aur sabko khabar ho gayi
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par
sabko maalum hai aur sabko khabar ho gayi

hamne to pyaar me aisa kaam kar liya
pyaar ki raah me apna naam kar liya

do badan ek din ek jaan ho gaye
manzile ek hui hamsafar ban gaye

kyo bhala ham dare dil ke maalik hai ham
har janam me tujhe apna maana sanam

Sunday, 22 November 2015

Mumtaz - Indian Actress

Mumtaz was born on July 31, 1947 to Abdul Sameed Askari and Sardar Begum Habib Agha aka Naaz, both of Iranian origin but settled in Bombay, India. Mumtaz first appeared in as child artist in Sanskar (1952),Yasmin (1955),Lajwanti (1958),Sone Ki Chidiya (1958),Stree(1961).Her mother, Naaz, was also an actress in films. When her family faced financial crisis, Mumtaz agreed to act in films as a junior artist and started appearing in group-scenes, at a very young age. She appeared in front of camera in V. Shantaram's Stree and Sehra but she went almost unnoticed.Mumtaz, as an adult her first role was that of the role of sister of the hero in O. P. Ralhan's Gehra Daag. Mumtaz then got the lead role in Pathan being made by Ataullah Khan, Madhubala's father, but the film remained incomplete.

Read More ; Click Here